Friday 28 November 2014

maa k naam

"Agr chahtey ho sada muskurana

Kabi apni Maa ka dil na dukhana

karo apni Maa ki hamesha ghulami

Nokar baney ga tumhara zamana

Ghusa na krna kabi apni Maa say

Hamesha muhabat say maa ko bulana

Khushi say Maa ki har aik baat mano

Jannat main tera bany ga thikana

Chalay gi asmano p tareef teri

Kabhi apna ghusa na Maa ko dikhana."

1 comment: