Miley har qadam pay rafaqat tumhari
kahan hum kahan yeh inayat tumhari
humein chahiye bas taluq tumhara
Mohabbat miley ya adawat tumhari
kisi se bhi milna,,, Usay jeet lena
Barri dil nasheen hai yah adat tumhari
Na dekha jahan mein aur koi tumsa
Barri munfarid hai tabiyat tumhari
Humein Zindagi k kathan raston mein
Hemesha rahay gi zarurat tumhari....!!!!
kahan hum kahan yeh inayat tumhari
humein chahiye bas taluq tumhara
Mohabbat miley ya adawat tumhari
kisi se bhi milna,,, Usay jeet lena
Barri dil nasheen hai yah adat tumhari
Na dekha jahan mein aur koi tumsa
Barri munfarid hai tabiyat tumhari
Humein Zindagi k kathan raston mein
Hemesha rahay gi zarurat tumhari....!!!!
No comments:
Post a Comment